Roz Roz ankhon tale
Ek he sapna chale
Raat bhar kaajal jale
Aankhon mein jis tarah khwab ka diya jale
Jab se tumhare naam ki misri honth lagayi hai
Mitha sa gam hai aur mithi si tanhai hai
Roz Roz ankhon tale
Ek he sapna chale
Raat bhar kaajal jale
Ankhon mein jis tarah khwab ka diya jale
Chhotisi Dil Ki Uljhan Hai Yeh Suljhaa Do Tum
Jeena To Seekha Hai Marke, Marna Sikha Do Tum
Roz Roz ankhon tale
Ek he sapna chale
Raat bhar kaajal jale
Ankhon mein jis tarah khwab ka diya jale
Ankhon par kuch aise tumne zulf gira di hai
Bechare se kuch khwabon ki neend uda di hai
Roz roz ankhon tale
Ek he sapna chala
Raat bhar kaajal jale
Ankhon mein jis tarah khwab ka diya jale
No comments:
Post a Comment